Bewafa Ka Khitab
Posted in
No comments
Monday 13 August 2012 By Unknown
jab-jab unhe pane ki koshish ki tab-tab khud ko khoya hai, dard ke tufan ko dil main daba rakha hai, hamne toa wafa ka daman tham rakha hai, unhone tho hame bhul kar apna atit bana rakha hai,
duniya ki bheed main hamesha khud ko akela he paya hai,
badi muskil se hoton pe muskan ko saja rakha hai,
fir bhi unhone hame bewafa ka khitab de rakha hai,
par na jane kyu hamne tho ab bhi unehe dil me basa rakha hai.
Related posts
Share this post
0 comments: