subha subha ki ye peheli kirne…….. galo ko sehelati hai……..
aakho ko jab baand karo to ………..samane tu nazar aati hai……

subha subha ki ye tazi khushbu ……..jeevan ko mehekati hai …….
aakho ko jab baand karo to……..samane tu nazar aati hai …….

tere bare me sochta hu me …….aakhe meri bhar aati hai ……..
subha subha ki ye peheli kirne …….galo ko sehelati hai………

kabhi kabhi ye sochta hu me ……..tujhse pyar kiyo karta hu ……
tujhko to malum nhi me ………jita hu ya marta hu ………

aakho ko jab baand karo to ……. samane tu nazar aati hai …….

kabhi kabhi ye sochta hu me……tujhse kitana pyar karta hu ……..
is dil me to tu hi hai ye ……..keyse mein beyaan karo…….

aakho ko jab baand karo to…….. samane tu nazar aati hai …….

subha subha ki ye peheli kirne ………galo ko sehelati hai ………
subha subha ki ye tazi khushbu ………jeevan ko mehekati hai …….